https://youtu.be/XLPqy2oO-Eg
Allama Iqbal chose eagle as a symbol to motivate youths. He calls it Shaheen.
Shaheen ki parvaz hai parvaz se aage
Rakhna hai qadam waqt ki awaaz se aage
Parwaz hai dono ki isi ek fiza mein
Kargaz (vulture) ka Jahan aur hai Shaheen ka Jahan aur
Nahi Tera nasheman qasr-e-sultani ki gumbad par
Tu Shaheen hai basera kar pahadon ki chataon par
Nawa paira ho aye bulbul ke ho tere tarannum se
Kabutar ke tan-e-nazuk mein Shaheen ka jigar paida
Shikayat Hai Mujhe Ya Rab! Khudawand-E-Maktab Se Sabaq Shaheen Bachon Ko De Rahe Hain Khaakbazi Ka
Tu Shaheen Hai, Parwaz Hai Kaam Tera
Tere Samne Asman Aur Bhi Hain
Prindon Ki Dunya Ka Dervaish Hun Mein
Ke Shaheen Banata Nahin Ashiyana
Woh Faraib Khurdah Shaheen K Pala Ho Kargason Mein
Ussay Kya Khabar Kya Hai Reh-O-Rasm-E-Shahbazi
Comments
Post a Comment