Great poet....


Ye Kahan ki dosti hai ke Bane Hain dost naseh

Koi chara kaar hota, koi gham gusar hota....


If you don't understand contact me 😅


Ghalib addressed to God....


tere  waade par jiye ham  to ye jaan jhooT jaanaa

ke  KHushee se  mar na jaate  agar 'eitabaar hota


Ghalib was bit nervous about tests he went through in life and society..... you can understand from this couplet 



hue mar ke hum jo ruswa hue kyun na gharq-e-dariya

na kabhi janaza uthta na kahin mazar hota


Seems like he died multiple times in life....he was ready to die once willingly


kahūñ kis se maiñ ki kyā hai shab-e-ġham burī balā hai 


mujhe kyā burā thā marnā agar ek baar hotā

Comments

Popular posts from this blog